Shaam se aankh men nameen see hai

शाम से आँख में नमीं सी है
Year
Language

शाम से आँख में नमीं सी है
आज फिर आप की कमी सी है
दफ़्न कर दो हमें तो साँस आए
देर से साँस कुछ थमी सी है
कौन पथरा गया है आँखों में
बर्फ पलकों पे क्यों जमीं सी है

śhām se āṇkh meṅ namīṅ sī hai
āj phir āp kī kamī sī hai
dafn kar do hameṅ to sāṇs āe
der se sāṇs kuchh thamī sī hai
kaun pathrā gayā hai āṇkhoṅ meṅ
barph palkoṅ pe kyoṅ jamīṅ sī hai