शाम-ए-ग़म की क़सम, आज ग़मगीं हैं हम्
शाम-ए-ग़म की क़सम आज ग़मगीं हैं हम
आ भी जा आ भी जा आज मेरे सनम
शाम-ए-ग़म की क़सम
दिल परेशान हैं रात वीरान हैं
देख जा किस तरह आज तनहा हैं हम
शाम-ए-ग़म की क़सम
चैन कैसा जो पहलू में तू ही नहीं
मार डाले न दर्द-ए-जुदाई कहीं
रुत हंसीं हैं तो क्या चाँदनी है तो क्या
चाँदनी ज़ुल्म है और जुदाई सितम
शाम-ए-ग़म की क़सम
अब तो आजा के अब रात भी सो गई
ज़िन्दगी ग़म के सेहराव में खो गई (2)
ढूँढती हैं नज़र तू कहाँ हैं मगर
देखते देखते आया आँखों में ग़म
शाम-ए-ग़म की क़सम्
śhām-e-ġham kī qasam āj ġhamgīṅ haiṅ ham
ā bhī jā ā bhī jā āj mere sanam
śhām-e-ġham kī qasam
dil pareśhān haiṅ rāt vīrān haiṅ
dekh jā kis tarah āj tanhā haiṅ ham
śhām-e-ġham kī qasam
chain kaisā jo pahlū meṅ tū hī nahīṅ
mār ḍāle na dard-e-judāī kahīṅ
rut haṅsīṅ haiṅ to kyā chāṇdnī hai to kyā
chāṇdnī zulm hai aur judāī sitam
śhām-e-ġham kī qasam
ab to ājā ke ab rāt bhī so gaī
zindgī ġham ke sehrāv meṅ kho gaī (2)
ḍhūṇḍhtī haiṅ nazar tū kahāṇ haiṅ magar
dekhte dekhte āyā āṇkhoṅ meṅ ġham
śhām-e-ġham kī qasam