सर-ए-महफ़िल जो जला परवाना
र: सर-ए-महफ़िल जो जला परवाना -2
कर गया नाम-ए-वफ़ा परवाना -2
सु: शम्मा से सीखे वफ़ा परवाना -2
ये जली है तो जला परवाना -2
र: मर के भी रह न सका शम्मा से दूर -2
ख़ाक़ बन-बन के उड़ा परवाना -2
सु: रात भर शम्मा खड़ी जलती रही -2
इस तरह जल न सका परवाना -2
र: जान दे दी वहीं कुछ देर न की -2
शम्मा से पहले जला परवाना -2
सु: शम्मा की आग में जलने आया -2
ख़ुद न क्यूँ ख़ाक़ हुआ परवाना -3
र: अपनी लौ में तो सभी जलते हैं -2
शम्मा की लौ में जला परवाना -3
कर गया नाम-ए-वफ़ा परवाना -2
ra: sar-e-mahafil jo jalā parvānā -2
kar gayā nām-e-vafā parvānā -2
su: śhammā se sīkhe vafā parvānā -2
ye jalī hai to jalā parvānā -2
ra: mar ke bhī rah na sakā śhammā se dūr -2
khāq ban-ban ke uṛā parvānā -2
su: rāt bhar śhammā khaṛī jaltī rahī -2
is tarah jal na sakā parvānā -2
ra: jān de dī vahīṅ kuchh der na kī -2
śhammā se pahle jalā parvānā -2
su: śhammā kī āg meṅ jalne āyā -2
khud na kyūṇ khāq huā parvānā -3
ra: apnī lau meṅ to sabhī jalte haiṅ -2
śhammā kī lau meṅ jalā parvānā -3
kar gayā nām-e-vafā parvānā -2