Sapne suhaane ladkapan ke, mere nainon men dole bahaar ban ke

सपने सुहाने लडकपन के, मेरे नैनों में डोले बहार बन के
Year
Language

सपने सुहाने लड़कपन के
मेरे नैनों में डोले बहार बन के

जब छाये घटा मतवारी
मेरे दिल पे चलाये आरी
घबराये अकेले मनवा
मैं ले के जवानी हारी
कैसे कटे दिन ये उलझन के
कोई ला दे जमाने वो बचपन के

जब दूर पपीहा बोले
दिल खाये मेरा हिचखोले
मैं लाज से मर मर जाऊँ
जब फूल पे भँवरा डोले
छेड़े पवनियाँ तराने मन के
मुझे भाये ना ये रंग जीवन के

sapne suhāne laṛkapan ke
mere nainoṅ meṅ ḍole bahār ban ke

jab chhāye ghaṭā matvārī
mere dil pe chalāye ārī
ghabrāye akele manvā
maiṅ le ke javānī hārī
kaise kaṭe din ye uljhan ke
koī lā de jamāne vo bachapan ke

jab dūr papīhā bole
dil khāye merā hichkhole
maiṅ lāj se mar mar jāūṇ
jab phūl pe bhṇvrā ḍole
chheṛe pavniyāṇ tarāne man ke
mujhe bhāye nā ye raṅg jīvan ke