सपने में सजन से दो बातें
इक याद रही इक भूल गए
सपने में सजन-
इक रात मिलन की आई थी
और उस के बद जुदाई थी
ग़म और ख़ुशी की दो रातें
इक याद रही इक भूल गए
सपने में सजन-
इक सावन रुत लाई झूले
दूजी में सजन हम को भूले
देखी हैं येही दो बरसातें
इक याद रही इक भूल गए
सपने में सजन-
इक रोज़ तुम्हें दिल दे बेठे
फिर रोग बिरहा का ले बेठे
ये पयार की हैं दो सौग़ातें
इक याद रही इक भूल गए
सपने में सजन-
sapne meṅ sajan se do bāteṅ
ik yād rahī ik bhūl gae
sapne meṅ sajan-
ik rāt milan kī āī thī
aur us ke bad judāī thī
ġham aur khuśhī kī do rāteṅ
ik yād rahī ik bhūl gae
sapne meṅ sajan-
ik sāvan rut lāī jhūle
dūjī meṅ sajan ham ko bhūle
dekhī haiṅ yehī do barsāteṅ
ik yād rahī ik bhūl gae
sapne meṅ sajan-
ik roz tumheṅ dil de beṭhe
phir rog birhā kā le beṭhe
ye payār kī haiṅ do sauġhāteṅ
ik yād rahī ik bhūl gae
sapne meṅ sajan-