संगीत जहां है गीत वहां है ... गीत जहां है प्रीत वहां है
संगीत जहां है गीत वहां है
गीत जहां है प्रीत वहां है
है प्रीत जहां मन मीत वहां
मन जहां मीत जहां मन मीत वहां संगीत
छम छम छम छम पायल बोले कानों में सरगम रस घोले
कूं कूं कोयल गाये दुनिया को संगीत सुनाये
संगीत जहां है …
गुन गुन भंवरा गाता जाए फूलों के मन को भरमाए
रुन झुन रुन झुन चलतीं हवाएं सदियों से कोई साज बजाए
संगीत जहां है …
रिम झिम रिम झिम बादल बरसे गीत
नीले अम्बर से प्रेम सुधा की छलके गागर
संगीत जहां है …
saṅgīt jahāṅ hai gīt vahāṅ hai
gīt jahāṅ hai prīt vahāṅ hai
hai prīt jahāṅ man mīt vahāṅ
man jahāṅ mīt jahāṅ man mīt vahāṅ saṅgīt
chham chham chham chham pāyal bole kānoṅ meṅ sargam ras ghole
kūṅ kūṅ koyal gāye duniyā ko saṅgīt sunāye
saṅgīt jahāṅ hai …
gun gun bhaṅvrā gātā jāe phūloṅ ke man ko bharmāe
run jhun run jhun chaltīṅ havāeṅ sadiyoṅ se koī sāj bajāe
saṅgīt jahāṅ hai …
rim jhim rim jhim bādal barse gīt
nīle ambar se prem sudhā kī chhalke gāgar
saṅgīt jahāṅ hai …