Sang basantee ang basantee rang basantee chhaa gayaa

संग बसंती अंग बसंती रंग बसंती छा गया
Year
Language

र: संग बसंती अंग बसंती रंग बसंती छा गया
मस्ताना मौसम आ गया
को: संग बसंती अंग …

ल: धरती का है आँचल पीला झूमे अम्बर नीला-नीला
सब रंगों में है रंगीला रंग बसंती
को: संग बसंती अंग …

र: लहराए ये तेरा आँचल सावन के झूलों जैसा
दिल मेरा ले गया है ये तेरा रूप गोरी सरसों के फूलों जैसा
ओ लहराए तेरा आँचल सावन के झूलों जैसा
को: दिल मेरा ले गया …
र: जब देखूँ जी चाहे मेरा नाम बसंती रख दूँ तेरा
ल: छोड़ो-छेड़ो ना
को: हो हो
ल: तेरी बातें राम दुहाई मनवा लूटा नींद चुराई
सैंया तेरी प्रीत से आई तंग बसंती
संग बसंती अंग …
र: मस्ताना मौसम आ गया

ल: हो सुन लो देशवासियों -2
आज से इस देश में
छोटा-बड़ा कोई न होगा सारे एक समान होंगे
सुन लो देशवासियों
कोई न होगा भूखा-प्यासा पूरी होगी सबकी आशा
हम हैं राजा
र: तुम हो कौन नगर के राजे छोटा मुँह बड़ी बात न साजे
झूमो नाचो गाओ बाजे संग (?) बसंती
को: संग बसंती अंग …

ra: saṅg basaṅtī aṅg basaṅtī raṅg basaṅtī chhā gayā
mastānā mausam ā gayā
ko: saṅg basaṅtī aṅg …

la: dhartī kā hai āṇchal pīlā jhūme ambar nīlā-nīlā
sab raṅgoṅ meṅ hai raṅgīlā raṅg basaṅtī
ko: saṅg basaṅtī aṅg …

ra: lahrāe ye terā āṇchal sāvan ke jhūloṅ jaisā
dil merā le gayā hai ye terā rūp gorī sarsoṅ ke phūloṅ jaisā
o lahrāe terā āṇchal sāvan ke jhūloṅ jaisā
ko: dil merā le gayā …
ra: jab dekhūṇ jī chāhe merā nām basaṅtī rakh dūṇ terā
la: chhoṛo-chheṛo nā
ko: ho ho
la: terī bāteṅ rām duhāī manvā lūṭā nīṅd churāī
saiṅyā terī prīt se āī taṅg basaṅtī
saṅg basaṅtī aṅg …
ra: mastānā mausam ā gayā

la: ho sun lo deśhvāsiyoṅ -2
āj se is deśh meṅ
chhoṭā-baṛā koī na hogā sāre ek samān hoṅge
sun lo deśhvāsiyoṅ
koī na hogā bhūkhā-pyāsā pūrī hogī sabkī āśhā
ham haiṅ rājā
ra: tum ho kaun nagar ke rāje chhoṭā muṇh baṛī bāt na sāje
jhūmo nācho gāo bāje saṅg (?) basaṅtī
ko: saṅg basaṅtī aṅg …