Sanbhal ke baitho ... chaand hai taare bhee hain

संभल के बैठो ... चाँद है तारे भी हैं
Work
Year
Language

र: संभल के बैठो ज़रा छाँव में बहारों की
कहीं नज़र न लगे तुमको चाँद-तारों की

चाँद है तारे भी हैं और यह तन्हाई है -2
तुमने क्‌या दिल को जलाने की क़सम खई है
चाँद है तारे भी …

सु: इस तरह दर्द-ए-मोहब्बत का न इकरार करो -2
ये तो सरकार मेरे प्यार की रुसवाई है
र: तुमने क्‌या दिल को …
सु: चाँद है तारे भी …

र: ढल चुकी रात ये आँचल तो हटा दो रुख से -2
किसलिए चाँद से चेहरे पे घटा छाई है

सु: प्यार भी करता है शिकवे भी किया करता है -2
सारी दुनिया से निराला मेरा सौदाई है
र: तुमने क्‌या दिल को …
सु: चाँद है तारे भी …

ra: saṅbhal ke baiṭho zarā chhāṇv meṅ bahāroṅ kī
kahīṅ nazar na lage tumko chāṇd-tāroṅ kī

chāṇd hai tāre bhī haiṅ aur yah tanhāī hai -2
tumne k‌yā dil ko jalāne kī qasam khaī hai
chāṇd hai tāre bhī …

su: is tarah dard-e-mohabbat kā na ikrār karo -2
ye to sarkār mere pyār kī rusvāī hai
ra: tumne k‌yā dil ko …
su: chāṇd hai tāre bhī …

ra: ḍhal chukī rāt ye āṇchal to haṭā do rukh se -2
kislie chāṇd se chehre pe ghaṭā chhāī hai

su: pyār bhī kartā hai śhikve bhī kiyā kartā hai -2
sārī duniyā se nirālā merā saudāī hai
ra: tumne k‌yā dil ko …
su: chāṇd hai tāre bhī …