Samjhautaa gamon se kar lo

समझौता गमों से कर लो
Work
Year
Language

समझौता गमों से कर लो, जिंदगी में गम भी मिलते हैं
पतझड़ आते ही रहते हैं, के मधुबन फिर भी खिलते हैं

रात कटेगी, होंगे उजाले, फिर मत गिरना, ओ गिरनेवाले
इन्सान वो खुद संभले, औरों को भी संभाले

भूल सभी से होती आई, कौन है जिसने ना ठोकर खाई
भूलोंसे सीखे जो, मंज़िल उस ने पाई

samjhautā gamoṅ se kar lo, jiṅdgī meṅ gam bhī milte haiṅ
patjhaṛ āte hī rahte haiṅ, ke madhuban phir bhī khilte haiṅ

rāt kaṭegī, hoṅge ujāle, phir mat girnā, o girnevāle
insān vo khud saṅbhle, auroṅ ko bhī saṅbhāle

bhūl sabhī se hotī āī, kaun hai jisne nā ṭhokar khāī
bhūloṅse sīkhe jo, maṅzil us ne pāī