समय का दरिया बहता जाए ... जीवन एक संघर्ष है
समय का दरिया बहता जाए बहते बहते कहता जाए
जीवन एक संघर्ष है
अपनी बदनामियों के साए में रोज जीता हूँ रोज मरता हूँ
तुम मुझे भूल गई हो लेकिन मैं तुम्हें अब भी याद करता हूँ
दिल कब तक ये सहता जाए
जीवन एक संघर्ष …
प्यार तुमको भी प्यार मुझको भी फिर बताओ यह फ़ासले क्यों हैं
दूर ही रहना था अगर हमको कोई समझाए हम मिलें क्यों हैं
टूटा दिल यह कहता जाए
जीवन एक संघर्ष …
samay kā dariyā bahtā jāe bahte bahte kahtā jāe
jīvan ek saṅgharṣh hai
apnī badnāmiyoṅ ke sāe meṅ roj jītā hūṇ roj martā hūṇ
tum mujhe bhūl gaī ho lekin maiṅ tumheṅ ab bhī yād kartā hūṇ
dil kab tak ye sahtā jāe
jīvan ek saṅgharṣh …
pyār tumko bhī pyār mujhko bhī phir batāo yah fāsle kyoṅ haiṅ
dūr hī rahnā thā agar hamko koī samjhāe ham mileṅ kyoṅ haiṅ
ṭūṭā dil yah kahtā jāe
jīvan ek saṅgharṣh …