सजनवा प्रेम-कहानी धीरे-धीरे कहना
श: ( सजनवा प्रेम-कहानी ) -2 ओ धीरे-धीरे कहना
प्रेम की गलियाँ रंग-रंगीली डाली-डाली पर है लाली
सजनवा प्रेम-कहानी …
मु: ( अब जीवन में ) -2 आई बहार कलियाँ खिली हैं हज़ार
श: जाग उठा है मन में प्यार आई ख़ुशी की बहार
सजनवा प्रेम-कहानी …
मु: कली-कली मुस्काई चाँदनी शरमाई
श: प्रीत लगा के छोड़ न जाना ओ बालम हरजाई
सजनवा प्रेम-कहानी …
śha: ( sajanvā prem-kahānī ) -2 o dhīre-dhīre kahnā
prem kī galiyāṇ raṅg-raṅgīlī ḍālī-ḍālī par hai lālī
sajanvā prem-kahānī …
mu: ( ab jīvan meṅ ) -2 āī bahār kaliyāṇ khilī haiṅ hazār
śha: jāg uṭhā hai man meṅ pyār āī khuśhī kī bahār
sajanvā prem-kahānī …
mu: kalī-kalī muskāī chāṇdnī śharmāī
śha: prīt lagā ke chhoṛ na jānā o bālam harjāī
sajanvā prem-kahānī …