सैयाँ ने उंगली मरोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
मइका बुलायें जोरा-जोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
सैयाँ ने उंगली मरोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
हो मइका बुलायें जोरा-जोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
बड़े बइमान हैं सैयाँ हमारे
सब देखें वो करें इसारे -2
बोलें चल आ जा चोरी-चोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
ओ बोलें चल आ जा चोरी-चोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
सैयाँ ने उंगली मरोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
हो मइका बुलायें जोरा-जोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
नटखत मोरे निकट मत आना
ऊँगली झटक नहीं हाथ दबाना -2
दुखे कलाई गोरी-गोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
ओ दुखे कलाई गोरी-गोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
सैयाँ ने उंगली मरोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
हो मइका बुलायें जोरा-जोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
ओ एक न मानी मोरी सैयाँ नादान ने -2
हाथ पकड़ गरवा में डारे बेइमान ने -2
चोली मसक गई मोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
ओ चोली मसक गई मोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
हो मइका बुलायें जोरा-जोरी रे
राम-कसम सरमा गई मैं
सैयाँ ने उंगली मरोरी रे
राम-कसम सरमा गई
saiyāṇ ne uṅglī marorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
maikā bulāyeṅ jorā-jorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
saiyāṇ ne uṅglī marorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
ho maikā bulāyeṅ jorā-jorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
baṛe baimān haiṅ saiyāṇ hamāre
sab dekheṅ vo kareṅ isāre -2
boleṅ chal ā jā chorī-chorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
o boleṅ chal ā jā chorī-chorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
saiyāṇ ne uṅglī marorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
ho maikā bulāyeṅ jorā-jorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
naṭkhat more nikaṭ mat ānā
ūṇglī jhaṭak nahīṅ hāth dabānā -2
dukhe kalāī gorī-gorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
o dukhe kalāī gorī-gorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
saiyāṇ ne uṅglī marorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
ho maikā bulāyeṅ jorā-jorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
o ek na mānī morī saiyāṇ nādān ne -2
hāth pakaṛ garvā meṅ ḍāre beimān ne -2
cholī masak gaī morī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
o cholī masak gaī morī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
ho maikā bulāyeṅ jorā-jorī re
rām-kasam sarmā gaī maiṅ
saiyāṇ ne uṅglī marorī re
rām-kasam sarmā gaī