Saiyaan lag jaa gale, aajaa meraa dil jale

सैयाँ लग जा गले, आजा मेरा दिल जले
Work
Year
Language

( सैयाँ लग जा गले, आजा मेरा दिल जले
चुप कैसे रहूँ मैं मेरा बस ना चले ) -2

( कैसा ये जादू किया, लागे कहीं ना जिया
अँखियों ही अँखियों में हाय मुझे लूट लिया ) -2
चोरी चोरी आजा ज़रा खिड़की तले, आजा खिड़की तले

चुप कैसे रहूँ मैं मेरा बस ना चले
सैयाँ लग जा गले, आजा मेरा दिल जले
चुप कैसे रहूँ मैं मेरा बस ना चले

( दिल तो हुआ है तेरा, तू भी तो हो जा मेरा
शाम सवेरे कभी मेरी गली डाल फेरा ) -2
तुझ बिन पिया मेरी जान जले, मेरी जान जले

चुप कैसे रहूँ मैं मेरा बस ना चले
सैयाँ लग जा गले, आजा मेरा दिल जले
चुप कैसे रहूँ मैं मेरा बस ना चले

( saiyāṇ lag jā gale, ājā merā dil jale
chup kaise rahūṇ maiṅ merā bas nā chale ) -2

( kaisā ye jādū kiyā, lāge kahīṅ nā jiyā
aṇkhiyoṅ hī aṇkhiyoṅ meṅ hāy mujhe lūṭ liyā ) -2
chorī chorī ājā zarā khiṛkī tale, ājā khiṛkī tale

chup kaise rahūṇ maiṅ merā bas nā chale
saiyāṇ lag jā gale, ājā merā dil jale
chup kaise rahūṇ maiṅ merā bas nā chale

( dil to huā hai terā, tū bhī to ho jā merā
śhām savere kabhī merī galī ḍāl pherā ) -2
tujh bin piyā merī jān jale, merī jān jale

chup kaise rahūṇ maiṅ merā bas nā chale
saiyāṇ lag jā gale, ājā merā dil jale
chup kaise rahūṇ maiṅ merā bas nā chale