सैयां छोड़ दे बैयां मेरी पतली कलैयां
ल: सैयां छोड़ दे बैयां मेरी पतली कलैयां मुड़ जाएगी
मु: तेरा हाथ न छोड़ूँ तेरा साथ न छोड़ूँ कहाँ जाएगी
ल: देखो जी देखो कहीं देखे न ज़माना
प्यार हमारा बन जाए न फ़साना
मु: अच्छा निकाला है ये जाने का बहाना
ल: सैयां छोड़ दे …
ल: तुम मेरे कौन हो ये दुनिया न जाने
मु: अपनी बला से कोई माने या न माने
ल: प्यार में इतने भी बनो न दीवाने
ल: सैयां छोड़ दे …
la: saiyāṅ chhoṛ de baiyāṅ merī patlī kalaiyāṅ muṛ jāegī
mu: terā hāth na chhoṛūṇ terā sāth na chhoṛūṇ kahāṇ jāegī
la: dekho jī dekho kahīṅ dekhe na zamānā
pyār hamārā ban jāe na fasānā
mu: achchhā nikālā hai ye jāne kā bahānā
la: saiyāṅ chhoṛ de …
la: tum mere kaun ho ye duniyā na jāne
mu: apnī balā se koī māne yā na māne
la: pyār meṅ itne bhī bano na dīvāne
la: saiyāṅ chhoṛ de …