सैंया झूठों का बड़ा सरताज निकला
सैंया झूठों का बड़ा सरताज निकला
मुझे छोड़ चला, मुख मोड़ चला
दिल तोड़ चला बड़ा धोखेबाज निकला
सैंया झूठों का …
चल दिया ज़ुल्मी मुझसे बहाना बना
मेरे नन्हे से दिल को निशाना बना
बड़ा तीखा वो तीरन्दाज निकला
मुझे छोड़ चला …
सैंया झूठों का …
मैंने इक दिन ज़रा सी जो की मसखरी
चल दिया नज़रें घुमाके वो गुस्से भरी
मेरा छैला बड़ा नाराज निकला
मुझे छोड़ चला …
सैंया झूठों का …
परदेसी की प्रीत बड़ी होती बुरी
जैसे मीठी ज़हर भरी हो तीखी छुरी
मैं तो भोली सी वो चालबाज निकला
मुझे छोड़ चला …
सैंया झूठों का …
कुछ दिनों से पिया हम से ना बोलता
न हमारा घूँघटवा का पट खोलता
इस गुप-चुप का
इस गुप-चुप का भेद देखो आज निकला
मुझे छोड़ चला …
saiṅyā jhūṭhoṅ kā baṛā sartāj niklā
mujhe chhoṛ chalā, mukh moṛ chalā
dil toṛ chalā baṛā dhokhebāj niklā
saiṅyā jhūṭhoṅ kā …
chal diyā zulmī mujhse bahānā banā
mere nanhe se dil ko niśhānā banā
baṛā tīkhā vo tīrandāj niklā
mujhe chhoṛ chalā …
saiṅyā jhūṭhoṅ kā …
maiṅne ik din zarā sī jo kī masakhrī
chal diyā nazreṅ ghumāke vo gusse bharī
merā chhailā baṛā nārāj niklā
mujhe chhoṛ chalā …
saiṅyā jhūṭhoṅ kā …
pardesī kī prīt baṛī hotī burī
jaise mīṭhī zahar bharī ho tīkhī chhurī
maiṅ to bholī sī vo chālbāj niklā
mujhe chhoṛ chalā …
saiṅyā jhūṭhoṅ kā …
kuchh dinoṅ se piyā ham se nā boltā
na hamārā ghūṇghaṭvā kā paṭ kholtā
is gup-chup kā
is gup-chup kā bhed dekho āj niklā
mujhe chhoṛ chalā …