सदके तेरी चाल के कजरा वजरा डाल के
र: सदके तेरी चाल के कजरा वजरा डाल के
जाने वाली आना कभी यारों की गली
आ: ओ जादूगर बंगाल के आशिक़ नैनीताल के
रस्ते पर ना जाऊँ तेरे ऐसी ही भली
र: ओ चलते इशारों से दिल क्यों लुभाया तूने
आँखों ही आँखों में प्यार जताया तूने
आ: छेड़ के मेरे दिल को पहले जगाया तूने
बातें बना के झूठी मुझको जलाया तूने
र: नखरे हैं क़माल के दुनिया देख-भाल के
जाने वाली आना …
छोड़ो जी अदा अब दिल की मान जाओ
मैं हूँ पुराना आशिक़ मुझको पहचान जाओ
आ: मरदों की बात बड़ी वैसी है जान गए
कड़के हो मिस्टर जानी तुमको पहचान गए
र: अरे घाटे नहीं माल के राजा हैं इस साल के
जाने वाली आना …
ra: sadke terī chāl ke kajrā vajrā ḍāl ke
jāne vālī ānā kabhī yāroṅ kī galī
ā: o jādūgar baṅgāl ke āśhiq nainītāl ke
raste par nā jāūṇ tere aisī hī bhalī
ra: o chalte iśhāroṅ se dil kyoṅ lubhāyā tūne
āṇkhoṅ hī āṇkhoṅ meṅ pyār jatāyā tūne
ā: chheṛ ke mere dil ko pahle jagāyā tūne
bāteṅ banā ke jhūṭhī mujhko jalāyā tūne
ra: nakhre haiṅ qamāl ke duniyā dekh-bhāl ke
jāne vālī ānā …
chhoṛo jī adā ab dil kī mān jāo
maiṅ hūṇ purānā āśhiq mujhko pahchān jāo
ā: mardoṅ kī bāt baṛī vaisī hai jān gae
kaṛke ho misṭar jānī tumko pahchān gae
ra: are ghāṭe nahīṅ māl ke rājā haiṅ is sāl ke
jāne vālī ānā …