अ: सच बता तू मुझ पे फ़िदा, अरे, क्यूँ हुआ और कैसे हुआ
त: मार गई तेरी बाँकी अदा यूँ हुआ और ऐसे हुआ
अ: सच बता तु मुझ पे फ़िदा
अ: नाज़नीं मैं ही नहीं हैं यहाँ लाखों हसीं
(मुझसे ही तुझे प्यार क्यूँ हुआ
दिल पे नज़रों का वार क्यूँ हुआ) - 2
त: मार गई तेरी बाँकी अदा
त: साँवली सूरत तेरी, मोहनी मूरत तेरी
(तेरी धुन मुझे बे-सबब नहीं
और जलवों मे ये ग़ज़ब नहीं) - 2
मार गई तेरी बाँकी अदा
अ: शुकरिया, ऐ मेहरबाँ, मिल गये मुझे दो जहाँ
(बेसहरा थि तुम नहीं मुझे
आज दुनिया का ग़म नहीं मुझे) - 2
अ: सच बता तू मुझ पे फ़िदा, अरे, क्यूँ हुआ और कैसे हुआ
त: मार गई तेरी बाँकी अदा यूँ हुआ और ऐसे हुआ
a: sach batā tū mujh pe fidā, are, kyūṇ huā aur kaise huā
ta: mār gaī terī bāṇkī adā yūṇ huā aur aise huā
a: sach batā tu mujh pe fidā
a: nāznīṅ maiṅ hī nahīṅ haiṅ yahāṇ lākhoṅ hasīṅ
(mujhse hī tujhe pyār kyūṇ huā
dil pe nazroṅ kā vār kyūṇ huā) - 2
ta: mār gaī terī bāṇkī adā
ta: sāṇvlī sūrat terī, mohnī mūrat terī
(terī dhun mujhe be-sabab nahīṅ
aur jalvoṅ me ye ġhazab nahīṅ) - 2
mār gaī terī bāṇkī adā
a: śhukriyā, ai meharbāṇ, mil gaye mujhe do jahāṇ
(besahrā thi tum nahīṅ mujhe
āj duniyā kā ġham nahīṅ mujhe) - 2
a: sach batā tū mujh pe fidā, are, kyūṇ huā aur kaise huā
ta: mār gaī terī bāṇkī adā yūṇ huā aur aise huā