सबके रहते लगता है ऐसे कोई नहीं है मेरा
सबके रहते लगता है ऐसे कोई नहीं है मेरा -2
सूरज को छूने निकला तो आया हाथ अँधेरा
कोई नहीं है मेरा -2
सबके रहते …
मेरी क़िस्मत में है ठोकर यूँ तो बहुत हैं सहारे -2
मेरे दिल का दीप बुझा तो फिर क्या चाँद-सितारे
( चन्दा वाली रात भी काली ) -2 काला है मेरा सवेरा
कोई नहीं है मेरा -2
सबके रहते …
जाने कहाँ ले के चली है मुझको समय की धारा -2
( टूटी नैया बिछड़े खिवैया ) -2 तूफ़ानों ने घेरा
कोई नहीं है मेरा -2
सबके रहते …
sabke rahte lagtā hai aise koī nahīṅ hai merā -2
sūraj ko chhūne niklā to āyā hāth aṇdherā
koī nahīṅ hai merā -2
sabke rahte …
merī qismat meṅ hai ṭhokar yūṇ to bahut haiṅ sahāre -2
mere dil kā dīp bujhā to phir kyā chāṇd-sitāre
( chandā vālī rāt bhī kālī ) -2 kālā hai merā saverā
koī nahīṅ hai merā -2
sabke rahte …
jāne kahāṇ le ke chalī hai mujhko samay kī dhārā -2
( ṭūṭī naiyā bichhaṛe khivaiyā ) -2 tūfānoṅ ne gherā
koī nahīṅ hai merā -2
sabke rahte …