Saavniyaa sanjhaa men ambar jhar aaee

सावनिया संझा में अम्बर झर आई
Work
Year
Language

सावनिया संझा में
सावनिया संझा में अम्बर झर आई
का चाल चलत कान, राधा भरमाई
सावनिया संझा में

लाग गई माथे में बूँदन की बिंदिया
राधा के रोम-रोम जूही खिल आई
सावनिया संझा में

जला का है बेला
जला का है बेला, या लपटों का मेला
मोरे पंग परस तरक न ही संजाई
सावनिया संझा में

बाजत घन म्रिदंग, बाजत घन म्रिदंग
बाजत घन म्रिदंग, गूँजत सब अंग अंग -2
राधा ने काया की बाँसुरी बजाई
सावनिया संझा में अम्बर झर आई
का चाल चलत कान, राधा भरमाई
सावनिया संझा में

sāvniyā saṅjhā meṅ
sāvniyā saṅjhā meṅ ambar jhar āī
kā chāl chalat kān, rādhā bharmāī
sāvniyā saṅjhā meṅ

lāg gaī māthe meṅ būṇdan kī biṅdiyā
rādhā ke rom-rom jūhī khil āī
sāvniyā saṅjhā meṅ

jalā kā hai belā
jalā kā hai belā, yā lapṭoṅ kā melā
more paṅg paras tarak na hī saṅjāī
sāvniyā saṅjhā meṅ

bājat ghan mridaṅg, bājat ghan mridaṅg
bājat ghan mridaṅg, gūṇjat sab aṅg aṅg -2
rādhā ne kāyā kī bāṇsurī bajāī
sāvniyā saṅjhā meṅ ambar jhar āī
kā chāl chalat kān, rādhā bharmāī
sāvniyā saṅjhā meṅ