सावन का महीना, पवन करे सोर
सावन का महीना, पवन करे सोर
जियारा रे झूमें ऐसे, जैसे बनमां नाचे मोर
राम गजब ढाये ये पुरवइया
नैय्या संभालो कित खोये हो खेवइया
पुरवइया के आगे चले ना कोई जोर
मौजवा करे क्या जाने हम को इसारा
जाना कहाँ है पूछें नदिया की धारा
मर्ज़ी है तुम्हारी ले जाओ जिस ओर
जीन के बलम बैरी गये हैं विदेसवा
आई है ले के उनके प्यार का संदेसवा
कारी, मतवारी घटायें घनघोर
sāvan kā mahīnā, pavan kare sor
jiyārā re jhūmeṅ aise, jaise banmāṅ nāche mor
rām gajab ḍhāye ye puravaiyā
naiyyā saṅbhālo kit khoye ho khevaiyā
puravaiyā ke āge chale nā koī jor
maujvā kare kyā jāne ham ko isārā
jānā kahāṇ hai pūchheṅ nadiyā kī dhārā
marzī hai tumhārī le jāo jis or
jīn ke balam bairī gaye haiṅ videsvā
āī hai le ke unke pyār kā saṅdesvā
kārī, matvārī ghaṭāyeṅ ghanghor