Saat samundar paar main tere peechhe peechhe aa gaee

सात समुंदर पार मैं तेरे पीछे पीछे आ गई
Work
Year
Language

सात समुंदर पार मैं तेरे पीछे पीछे आ गई
ज़ुल्मी मेरी जान …
ओ ज़ुल्मी मेरी जान तेरे कदमों के नीचे आ गई
सात समुंदर पार मैं तेरे पीछे पीछे आ गई
मैं तेरे पीछे पीछे आ गई

न रस्ता मालूम न तेरा मान-पता मालूम
कैसे मेरे प्यार ने तुझको ढूँढा क्‌या मालूम
सीधी तेरे पास …
सीधी तेरे पास मैं अँखियाँ मीचे मीचे आ गई
सात समुंदर पार मैं तेरे पीछे पीछे आ गई
मैं तेरे पीछे पीछे आ गई

मैंने तेरी यादों के ज़ुल्फ़ों में लगाए फूल
आगे तेरी मर्ज़ी तू कर न कर मुझे कबूल
छोड़ के मैं अपने
छोड़ के मैं अपने बाबल के बाग-बगीचे आ गई
सात समुंदर पार मैं तेरे पीछे पीछे आ गई
मैं तेरे पीछे पीछे आ गई

sāt samuṅdar pār maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī
zulmī merī jān …
o zulmī merī jān tere kadmoṅ ke nīche ā gaī
sāt samuṅdar pār maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī
maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī

na rastā mālūm na terā mān-patā mālūm
kaise mere pyār ne tujhko ḍhūṇḍhā k‌yā mālūm
sīdhī tere pās …
sīdhī tere pās maiṅ aṇkhiyāṇ mīche mīche ā gaī
sāt samuṅdar pār maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī
maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī

maiṅne terī yādoṅ ke zulfoṅ meṅ lagāe phūl
āge terī marzī tū kar na kar mujhe kabūl
chhoṛ ke maiṅ apne
chhoṛ ke maiṅ apne bābal ke bāg-bagīche ā gaī
sāt samuṅdar pār maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī
maiṅ tere pīchhe pīchhe ā gaī