Saanvree soorat man bhaaee re piyaa

साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
Work
Year
Language

साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई
अरमानों ने ली अंगराई
अरमानों ने ली अंगराई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई
साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई

(आके सपनों में गीत सुना गये) - 2
(सोते सोते में आन जगा गये) - 2
फिर अंखियों को नींद न आई, न आई, न आई रे, पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई
साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई

(देखो मेरी ये नई नई प्रीत है) - 2
(मेरे होंठों पे पहला पहला गीत है) - 2
मैं ने जीवन की ज्योत जगाई, जगाई, जगाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई
साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई

(बसे नैनों में नैन तुम्हारे हैं) - 2
(मेरी दुनिया में चमके सितारे हैं) 2
मैं ने सपनों की सेज सजाई, सजाई, सजाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई
साँवरी सूरत मन भाई रे पिया
तोरी साँवरी सूरत मन भाई

sāṇvrī sūrat man bhāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī
armānoṅ ne lī aṅgrāī
armānoṅ ne lī aṅgrāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī
sāṇvrī sūrat man bhāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī

(āke sapnoṅ meṅ gīt sunā gaye) - 2
(sote sote meṅ ān jagā gaye) - 2
phir aṅkhiyoṅ ko nīṅd na āī, na āī, na āī re, piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī
sāṇvrī sūrat man bhāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī

(dekho merī ye naī naī prīt hai) - 2
(mere hoṅṭhoṅ pe pahlā pahlā gīt hai) - 2
maiṅ ne jīvan kī jyot jagāī, jagāī, jagāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī
sāṇvrī sūrat man bhāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī

(base nainoṅ meṅ nain tumhāre haiṅ) - 2
(merī duniyā meṅ chamke sitāre haiṅ) 2
maiṅ ne sapnoṅ kī sej sajāī, sajāī, sajāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī
sāṇvrī sūrat man bhāī re piyā
torī sāṇvrī sūrat man bhāī