Saamne galee men meraa ghar hai

सामने गली में मेरा घर है
Year
Language

( सामने गली में मेरा घर है
सामने गली में मेरा घर है
पता मेरा भूल न जाना
हो पता मेरा भूल न जाना
सामने गली में मेरा घर है ) -2

( ओ खिलेगी जो चाँदनी
मिलूँगी मैं बाम (?) पे ) -2
( ठण्डी-ठण्डी साँस सजन
भरूँ तेरे नाम पे ) -2
ज़ख़्मी जिगर है ज़माने का डर है -2

सामने गली में मेरा घर है
सामने गली में मेरा घर है
पता मेरा भूल न जाना
हो पता मेरा भूल न जाना
सामने गली में मेरा घर है -2

( sāmne galī meṅ merā ghar hai
sāmne galī meṅ merā ghar hai
patā merā bhūl na jānā
ho patā merā bhūl na jānā
sāmne galī meṅ merā ghar hai ) -2

( o khilegī jo chāṇdnī
milūṇgī maiṅ bām (?) pe ) -2
( ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī sāṇs sajan
bharūṇ tere nām pe ) -2
zakhmī jigar hai zamāne kā ḍar hai -2

sāmne galī meṅ merā ghar hai
sāmne galī meṅ merā ghar hai
patā merā bhūl na jānā
ho patā merā bhūl na jānā
sāmne galī meṅ merā ghar hai -2