साजना दिन बहुरे हमारे -2
प्यासे आ पहुँचे नदिया किनारे
साजना दिन बहुरे हमारे
कामनाओं में बेचैनी आई -2
मन की कोमल कली मुसकाई
हम कहाँ तुम कहाँ -2
और ये प्यारा समाँ हँसे
ख़ाबों के चमके सितारे
साजना दिन बहुरे हमारे
( खेल चाहत का खेल
ये है मन की कुलेल
बड़े इतना तो मेल ) -2
मन्झे चढ़ जाये बेल -2
तुम हमारे बनों हम तुम्हारे
साजना दिन बहुरे हमारे
फिर कहाँ ऐसी रातें सुहानी -2
फिर कहाँ ये मचलती जवानी
मन की मौजों में ज़ोर -2
प्रेम-नदिया का शोर
आज मिल जायें दो बहते धारे
साजना दिन बहुरे हमारे -2
साजना
sājnā din bahure hamāre -2
pyāse ā pahuṇche nadiyā kināre
sājnā din bahure hamāre
kāmnāoṅ meṅ bechainī āī -2
man kī komal kalī muskāī
ham kahāṇ tum kahāṇ -2
aur ye pyārā samāṇ hṇse
khāboṅ ke chamke sitāre
sājnā din bahure hamāre
( khel chāhat kā khel
ye hai man kī kulel
baṛe itnā to mel ) -2
manjhe chaṛh jāye bel -2
tum hamāre banoṅ ham tumhāre
sājnā din bahure hamāre
phir kahāṇ aisī rāteṅ suhānī -2
phir kahāṇ ye machaltī javānī
man kī maujoṅ meṅ zor -2
prem-nadiyā kā śhor
āj mil jāyeṅ do bahte dhāre
sājnā din bahure hamāre -2
sājnā