Saajan se pahlee baar ham kaise bolen haay

साजन से पहली बार हम कैसे बोलें हाय्
Work
Year
Language

( साजन से पहली बार
हम कैसे बोलें हाय
हमें आपसे प्यार ) -2

लाज की मारी आँख हमारी घूँघट में छुप जाये -2
बात न मन की मुँह पर आये मन कितना समझाये
पर खुले न मुँह का द्वार
हमें आपसे प्यार
साजन से पहली बार
हम कैसे बोलें हाय
हमें आपसे प्यार

जिस आशा के हम भूखे हैं जिस भाषा के प्यासे
(?) मन की आस में बोलें किसने लाख दिलासे
पर हमें लाज की मार
हमें आपसे प्यार
साजन से पहली बार
हम कैसे बोलें हाय
हमें आपसे प्यार्

( sājan se pahlī bār
ham kaise boleṅ hāy
hameṅ āpse pyār ) -2

lāj kī mārī āṇkh hamārī ghūṇghaṭ meṅ chhup jāye -2
bāt na man kī muṇh par āye man kitnā samjhāye
par khule na muṇh kā dvār
hameṅ āpse pyār
sājan se pahlī bār
ham kaise boleṅ hāy
hameṅ āpse pyār

jis āśhā ke ham bhūkhe haiṅ jis bhāṣhā ke pyāse
(?) man kī ās meṅ boleṅ kisne lākh dilāse
par hameṅ lāj kī mār
hameṅ āpse pyār
sājan se pahlī bār
ham kaise boleṅ hāy
hameṅ āpse pyār