रुत है सुहानी मस्त हवायें
सै: कौन सा गाना
का: रुत है सुहानी मस्त हवायें -2
छाई हैं ऊँदी घटायें -2
रुत है सुहानी मस्त हवायें -2
सै: सुख का जागना
का: सुख का सोना
दो: हर करवट सुख होना-होना है
सुख का जागना
सुख का सोना
हर करवट सुख होना-होना है
सुख का जागना
सै: दुनिया आगे बढ़े तो हम भी पीछे क्यूँ रह जायें -2
सै: ये क्या करती हो
का: मेरी ख़ुशी
मेरा घर
जो जी चाहेगा करूँगी
सै: अच्छा
करो
का: ज़ुरूर करूँगी
करूँगी तो
का: ( फूलों से रानाई सीखें
ग़ुंचो से ज़ेबाई सीखें ) -2
सै: ( जैसे रंग रचे हों सबमें
वोही रंग रंग जायें ) -2
दो: हम भी वोही रंग रंग जायें
sai: kaun sā gānā
kā: rut hai suhānī mast havāyeṅ -2
chhāī haiṅ ūṇdī ghaṭāyeṅ -2
rut hai suhānī mast havāyeṅ -2
sai: sukh kā jāgnā
kā: sukh kā sonā
do: har karavaṭ sukh honā-honā hai
sukh kā jāgnā
sukh kā sonā
har karavaṭ sukh honā-honā hai
sukh kā jāgnā
sai: duniyā āge baṛhe to ham bhī pīchhe kyūṇ rah jāyeṅ -2
sai: ye kyā kartī ho
kā: merī khuśhī
merā ghar
jo jī chāhegā karūṇgī
sai: achchhā
karo
kā: zurūr karūṇgī
karūṇgī to
kā: ( phūloṅ se rānāī sīkheṅ
ġhuṅcho se zebāī sīkheṅ ) -2
sai: ( jaise raṅg rache hoṅ sabmeṅ
vohī raṅg raṅg jāyeṅ ) -2
do: ham bhī vohī raṅg raṅg jāyeṅ