Rut hai milan kee saathee mere aa re

रुत है मिलन की साथी मेरे आ रे
Work
Year
Language

ल: रुत है मिलन की साथी मेरे आ रे
मोहे कहीं ले चल बाँहों के सहारे
बाग़ों में खेतों में नदिया किनारे
रुत है मिलन की …

र: हो कोई सजनवा आजा
तेरे बिना ठंडी हवा सही ना जाए आजा
रुत है मिलन की …

ल: जैसे रुत पे हरियाली गहरी छाए मुख पे
रंगत निखार की
र: खेतों के संग झूमें पवन में फुलवा सपनों के
डाली अरमाँ की
ल: तेरे सिवा अब तो कुछ सूझे नहीं साँवरे
रुत है मिलन की …

र: ओ सजनिया जान ले ले कोई मोसे
अब तो लागे नैना तोसे
आजा ओ आजा
मन कहता है दुनिया तज के बस जाऊँ
तेरी आँखों में
ल: और मैं गोरी महकी-महकी घुल के रह जाऊँ
तेरी साँसों में
र: एक दूजे में यूँ खो जाएँ जग देखा करे
रुत है मिलन की …

la: rut hai milan kī sāthī mere ā re
mohe kahīṅ le chal bāṇhoṅ ke sahāre
bāġhoṅ meṅ khetoṅ meṅ nadiyā kināre
rut hai milan kī …

ra: ho koī sajanvā ājā
tere binā ṭhaṅḍī havā sahī nā jāe ājā
rut hai milan kī …

la: jaise rut pe hariyālī gahrī chhāe mukh pe
raṅgat nikhār kī
ra: khetoṅ ke saṅg jhūmeṅ pavan meṅ phulvā sapnoṅ ke
ḍālī armāṇ kī
la: tere sivā ab to kuchh sūjhe nahīṅ sāṇvre
rut hai milan kī …

ra: o sajniyā jān le le koī mose
ab to lāge nainā tose
ājā o ājā
man kahtā hai duniyā taj ke bas jāūṇ
terī āṇkhoṅ meṅ
la: aur maiṅ gorī mahkī-mahkī ghul ke rah jāūṇ
terī sāṇsoṅ meṅ
ra: ek dūje meṅ yūṇ kho jāeṇ jag dekhā kare
rut hai milan kī …