Ruk jaa o jaanevaalee ruk jaa

रुक जा ओ जानेवाली रुक जा
Work
Year
Language

रुक जा ओ जानेवाली रुक जा
मैं तो राही तेरी मंज़िल का
नज़रों में तेरी मैं बुरा सही
आदमी बुरा नहीं मैं दिल का

देखा ही नहीं तुझ को, सूरत भी ना पहचानी
तू आके चली छम से, ज्यूँ धूप के दिन पानी

मुद्दत से मेरे दिल के सपनों की तू रानी है
अब तक ना मिले लेकिन पहचान पूरानी है

आ प्यार की राहों में बाहों का सहारा ले
दुनिया जिसे गाती है, उस गीत को दोहरा ले

ruk jā o jānevālī ruk jā
maiṅ to rāhī terī maṅzil kā
nazroṅ meṅ terī maiṅ burā sahī
ādmī burā nahīṅ maiṅ dil kā

dekhā hī nahīṅ tujh ko, sūrat bhī nā pahchānī
tū āke chalī chham se, jyūṇ dhūp ke din pānī

muddat se mere dil ke sapnoṅ kī tū rānī hai
ab tak nā mile lekin pahchān pūrānī hai

ā pyār kī rāhoṅ meṅ bāhoṅ kā sahārā le
duniyā jise gātī hai, us gīt ko dohrā le