रोज़ रोज़ आँखों तले एक ही सपना चले
रोज़ रोज़ आँखों तले एक ही सपना चले
रात भर काजल जले, आँख में जिस तरह
ख़्वाब का दिया जले
जबसे तुम्हारी नाम की मिसरी होंठ से लगायी है -2
मीठा सा ग़म है, और मीठी सी तनहाई है -2
रोज़ रोज़ आँखों तले …
छोटी सी दिल की उलझन है ये सुलझा दो तुम -2
जीना तो सीखा है मरके, मरना सिखा दो तुम -2
रोज़ रोज़ आँखों तले …
आँखों पर कुछ ऐसे तुमने ज़ुल्फ़ गिरा दी है - 2
बेचारे से कुछ ख़्वाबोन की नींद उड़ा दी है - 2
रोज़ रोज़ आन्खोन तले …
roz roz āṇkhoṅ tale ek hī sapnā chale
rāt bhar kājal jale, āṇkh meṅ jis tarah
khvāb kā diyā jale
jabse tumhārī nām kī misrī hoṅṭh se lagāyī hai -2
mīṭhā sā ġham hai, aur mīṭhī sī tanhāī hai -2
roz roz āṇkhoṅ tale …
chhoṭī sī dil kī uljhan hai ye suljhā do tum -2
jīnā to sīkhā hai marke, marnā sikhā do tum -2
roz roz āṇkhoṅ tale …
āṇkhoṅ par kuchh aise tumne zulf girā dī hai - 2
bechāre se kuchh khvābon kī nīṅd uṛā dī hai - 2
roz roz ānkhon tale …