Rote rote guzar gayee raat

रोते रोते गुज़र गयी रात्
Work
Year
Language

रोते रोते गुज़र गयी
रोते रोते गुज़र गयी रात रे
आयी याद तेरी हर बात रे
रोते रोते गुज़र गयी

नींद भी मेरी न मेरी हो सकी
रोके शबनम भी न ये ग़म धो सकी
थी मैं तेरी पर न तेरी हो सकी
रोते रोते गुज़र गयी

ख़्वाब की दुनिया उजड़कर रह गयी
छीन ली सुरज ने घर की रोशनी
चाँद से होती है दूर अब चाँदनी
रोते रोते गुज़र गयी

प्यार की घड़ियाँ बहुत याद आयेंगी
याद आकर रात दिन तड़पायेंगी
तुमको ये तन्हाइयाँ डस जायेंगी
रोते रोते गुज़र गयी

rote rote guzar gayī
rote rote guzar gayī rāt re
āyī yād terī har bāt re
rote rote guzar gayī

nīṅd bhī merī na merī ho sakī
roke śhabnam bhī na ye ġham dho sakī
thī maiṅ terī par na terī ho sakī
rote rote guzar gayī

khvāb kī duniyā ujaṛkar rah gayī
chhīn lī suraj ne ghar kī rośhnī
chāṇd se hotī hai dūr ab chāṇdnī
rote rote guzar gayī

pyār kī ghaṛiyāṇ bahut yād āyeṅgī
yād ākar rāt din taṛpāyeṅgī
tumko ye tanhāiyāṇ ḍas jāyeṅgī
rote rote guzar gayī