रूठा हुआ चंदा है रूठी हुई चाँदनी -2
तुम ही कहो कौन मनाये जी
रूठा हुआ कान्हा है रूठी हुई बाँसुरी -2
कैसे कोई गीत सुनाये जी
रूठा हुआ चंदा है रूथी हुई चाँदनी -2
प्रीत का सौदा प्रीत से कीजिये -2
जैसा दिल लिया है वैसा दिल दीजिये
जी वैसा दिल दीजिये
दिल तो कुछ और कहे, नैना कुच और ही
कैसे कोई प्रीत निभाये जी -2
रूठा हुआ चंदा …
देखो जी हट गई कारी बदरिया -2
चमका है चाँद फिर बाजी बाँसुरिया
जी बाजी बांसुरिया
दिल से है मान गये, ज़िद है मगर प्यार की
पहले किसे कौन बुलाये जी -3
rūṭhā huā chaṅdā hai rūṭhī huī chāṇdnī -2
tum hī kaho kaun manāye jī
rūṭhā huā kānhā hai rūṭhī huī bāṇsurī -2
kaise koī gīt sunāye jī
rūṭhā huā chaṅdā hai rūthī huī chāṇdnī -2
prīt kā saudā prīt se kījiye -2
jaisā dil liyā hai vaisā dil dījiye
jī vaisā dil dījiye
dil to kuchh aur kahe, nainā kuch aur hī
kaise koī prīt nibhāye jī -2
rūṭhā huā chaṅdā …
dekho jī haṭ gaī kārī badriyā -2
chamkā hai chāṇd phir bājī bāṇsuriyā
jī bājī bāṅsuriyā
dil se hai mān gaye, zid hai magar pyār kī
pahle kise kaun bulāye jī -3