रूप देखूं रंग देखूं ... आँखें दो क्या करूं
रूप देखूं रंग देखूं कौन सा मैं अंग देखूं
ओ मेरे प्यार मेरे यार तुझमें अदाएं हज़ार
आँखें दो आँखें दो क्या करूं
आँखें दो आँखें दो
क्या क्या देखूं दिलदार
हिम्मत देखूं ताक़त देखूं
हाँ मैं तेरी सूरत देखूं
मेरे प्यार मेरे प्यार हो गया तुझसे बेशुमार
आँखें दो …
एक बार मिलने जो जाऊं हर बार मिलन को दिल तरसे
मदिरा ही मदिरा तेरे अंगों में
हाथ तेरे प्यासे चूम लेने दे जो भी तुझे देखे तो झूमने दे
होंठ देखूं गाल देखूं कौन सा कमाल देखूं
लाखों हैं तुझमें कमाल
आँखें दो …
सोलह कलाएं baby तेरे अन्दर सुन्दरता से भी तू सुन्दर
सच मानूंगी तभी तेरी बातें गुज़रेंगी जब तेरे संग रातें
तू मेरे नैनों की ज़िन्दगानी तेरे बिना जीना बेमानी
जादू देखूं जलवा देखूं एक नज़र से क्या क्या देखूं
हर बात तेरी दिल थाम
आँखें दो …
rūp dekhūṅ raṅg dekhūṅ kaun sā maiṅ aṅg dekhūṅ
o mere pyār mere yār tujhmeṅ adāeṅ hazār
āṇkheṅ do āṇkheṅ do kyā karūṅ
āṇkheṅ do āṇkheṅ do
kyā kyā dekhūṅ dildār
himmat dekhūṅ tāqat dekhūṅ
hāṇ maiṅ terī sūrat dekhūṅ
mere pyār mere pyār ho gayā tujhse beśhumār
āṇkheṅ do …
ek bār milne jo jāūṅ har bār milan ko dil tarse
madirā hī madirā tere aṅgoṅ meṅ
hāth tere pyāse chūm lene de jo bhī tujhe dekhe to jhūmne de
hoṅṭh dekhūṅ gāl dekhūṅ kaun sā kamāl dekhūṅ
lākhoṅ haiṅ tujhmeṅ kamāl
āṇkheṅ do …
solah kalāeṅ baby tere andar sundartā se bhī tū sundar
sach mānūṅgī tabhī terī bāteṅ guzreṅgī jab tere saṅg rāteṅ
tū mere nainoṅ kī zindgānī tere binā jīnā bemānī
jādū dekhūṅ jalvā dekhūṅ ek nazar se kyā kyā dekhūṅ
har bāt terī dil thām
āṇkheṅ do …