Rooon main saagar ke kinaare, saagar hnsee uraae

रोऊँ मैं सागर के किनारे, सागर हँसी उड़ाए
Work
Year
Language

क्‌या जानें ये चंचल लहरें, मैं हूँ आग छुपाए

मैं भी इतना डूब चुका हूँ, क्‌या तेरी गहराई
काहे होड़ लगाए मो से, काहे होड़ लगाए
रोऊँ मैं सागर के किनारे

तुझ में डूबे चाँद मगर इक चाँद ने मुझे डुबाया
मेरा सब कुछ लूट के ले गई, चाँदनी रात की माया
अर्मानों की चितह सजाकर मैंने आग लगाई
अब क्‌या आग बुझाए मेरी, अब क्‌या आग बुझाए
रोऊँ मैं सागर के किनारे

k‌yā jāneṅ ye chaṅchal lahreṅ, maiṅ hūṇ āg chhupāe

maiṅ bhī itnā ḍūb chukā hūṇ, k‌yā terī gahrāī
kāhe hoṛ lagāe mo se, kāhe hoṛ lagāe
roūṇ maiṅ sāgar ke kināre

tujh meṅ ḍūbe chāṇd magar ik chāṇd ne mujhe ḍubāyā
merā sab kuchh lūṭ ke le gaī, chāṇdnī rāt kī māyā
armānoṅ kī chitah sajākar maiṅne āg lagāī
ab k‌yā āg bujhāe merī, ab k‌yā āg bujhāe
roūṇ maiṅ sāgar ke kināre