रोकना है अगर रोक लीजे मगर चाँद छुपने से पहले
रोकना है अगर रोक लीजे मगर
चाँद छुपने से पहले चली जाऊँगी -2
दूर है मेरा घर मुझको दुनिया का डर
चाँद छुपने से …
चाँद निकला मगर चाँदनी खो गई
हर तरफ़ हुस्न की रोशनी हो गई
आप चाँद हैं अगर चाँद को देख कर
चाँद छुपने से …
आप शामिल हैं यूँ मेरी आवाज़ में
जैसे नग़में हों दो एक ही साज़ में
मैं ग़ज़ल छेड़ कर इश्क़ के साज़ पर
चाँद छुपने से …
बहकी-बहकी निगाहें नहीं होश में
प्यार शरमाए आँखों के आग़ोश में
हँस के सीने पे सर रख तो दूँगी मगर
चाँद छुपने से …
roknā hai agar rok līje magar
chāṇd chhupne se pahle chalī jāūṇgī -2
dūr hai merā ghar mujhko duniyā kā ḍar
chāṇd chhupne se …
chāṇd niklā magar chāṇdnī kho gaī
har taraf husn kī rośhnī ho gaī
āp chāṇd haiṅ agar chāṇd ko dekh kar
chāṇd chhupne se …
āp śhāmil haiṅ yūṇ merī āvāz meṅ
jaise naġhmeṅ hoṅ do ek hī sāz meṅ
maiṅ ġhazal chheṛ kar iśhq ke sāz par
chāṇd chhupne se …
bahkī-bahkī nigāheṅ nahīṅ hośh meṅ
pyār śharmāe āṇkhoṅ ke āġhośh meṅ
hṇs ke sīne pe sar rakh to dūṇgī magar
chāṇd chhupne se …