Roj roj, daalee daalee kyaa likh jaae

रोज रोज, डाली डाली क्या लिख जाए
Work
Year
Language

रोज रोज डाली डाली, क्या लिख जाए
भंवरा, बावरा, बावरा
कलियों के नाम कोई, लिखे पैगाम कोई
भंवरा, बावरा, बावरा

बीते हुए मौसम की कोई निशानी होगी
दर्द पुराना कोई, याद पुरानी होगी
कोई तो दास्तां, होगी ना

होगा कोई वादा होगा, वादा निभाता होगा
शाखों पे लिखकर, याद दिलाता होगा
याद तो आती ही होगी ना

roj roj ḍālī ḍālī, kyā likh jāe
bhaṅvrā, bāvrā, bāvrā
kaliyoṅ ke nām koī, likhe paigām koī
bhaṅvrā, bāvrā, bāvrā

bīte hue mausam kī koī niśhānī hogī
dard purānā koī, yād purānī hogī
koī to dāstāṅ, hogī nā

hogā koī vādā hogā, vādā nibhātā hogā
śhākhoṅ pe likhkar, yād dilātā hogā
yād to ātī hī hogī nā