Roj roj aankhon tale, ek hee sapnaa chale

रोज रोज आँखों तले, एक ही सपना चले
Work
Year
Language

रोज़ रोज़ आँखों तले, एक ही सपना चले
रातभर काजल जले
आँख में जिस तरह ख्वाब का दिया जले

जब से तुम्हारें नाम की मिसरी होंठ लगाई है
मीठा सा गम है और मीठी सी तनहाई है

छोटी सी दिल की उलझन है ये सुलझा दो तुम
जीना तो सीखा है मर के मरना सीखा दो तुम

आँखों पर कुछ ऐसे तुमने जुल्फ गिरा दी है
बेचारें से कुछ ख्वाबों की नींद उड़ा दी है

roz roz āṇkhoṅ tale, ek hī sapnā chale
rātabhar kājal jale
āṇkh meṅ jis tarah khvāb kā diyā jale

jab se tumhāreṅ nām kī misrī hoṅṭh lagāī hai
mīṭhā sā gam hai aur mīṭhī sī tanhāī hai

chhoṭī sī dil kī uljhan hai ye suljhā do tum
jīnā to sīkhā hai mar ke marnā sīkhā do tum

āṇkhoṅ par kuchh aise tumne julph girā dī hai
bechāreṅ se kuchh khvāboṅ kī nīṅd uṛā dī hai