रितु आई सुहानी प्रेम के सपने जागे
रितु आई सुहानी प्रेम के सपने जागे
अन्धियारे मन में आशा-किरन
मोरे नैना देखन लागे
थी ये जीवन-कहानी अधूरी
तुम मिले हो गई आज पूरी
सुख से तन-मन नाच रहा है
बिपदा के दिन भागे
रितु आई सुहानी …
ये तिरछी निगाहों की घातें
हमसे छिप-छिप के करती हैं बातें
एक ही चाहत है दिल की
तुमसे तुम्हीं को माँगे
रितु आई सुहानी …
ritu āī suhānī prem ke sapne jāge
andhiyāre man meṅ āśhā-kiran
more nainā dekhan lāge
thī ye jīvan-kahānī adhūrī
tum mile ho gaī āj pūrī
sukh se tan-man nāch rahā hai
bipdā ke din bhāge
ritu āī suhānī …
ye tirchhī nigāhoṅ kī ghāteṅ
hamse chhip-chhip ke kartī haiṅ bāteṅ
ek hī chāhat hai dil kī
tumse tumhīṅ ko māṇge
ritu āī suhānī …