Rel men jiyaa moraa

रेल में जिया मोरा
Work
Year
Language

रेल में जिया मोरा सनना-ना होये रे

रेल में बैठे नैनों के मारे
रेल में हाय मारा हाय मारा होये रे

रेल में बैठे लोग खिलाड़ी
रेल में तिग्गा चौका पंजा छक्‌का होये रे

रेल में बैठे लोग पंजाबी
रेल में हल्ला गुल्ला हल्ला गुल्ला होये रे

रेल में बैथे बनारसी चौबे
रेल में पुरी हलवा पुरी हलवा होये रे

रेल में बैठे लोग बंगाली
रेल में रसगुल्ला रसगुल्ला होये रे

आ आ आ आ

rel meṅ jiyā morā sannā-nā hoye re

rel meṅ baiṭhe nainoṅ ke māre
rel meṅ hāy mārā hāy mārā hoye re

rel meṅ baiṭhe log khilāṛī
rel meṅ tiggā chaukā paṅjā chhak‌kā hoye re

rel meṅ baiṭhe log paṅjābī
rel meṅ hallā gullā hallā gullā hoye re

rel meṅ baithe banārsī chaube
rel meṅ purī halvā purī halvā hoye re

rel meṅ baiṭhe log baṅgālī
rel meṅ rasgullā rasgullā hoye re

ā ā ā ā