Rekhaa o rekhaa jab se tumhen dekhaa

रेखा ओ रेखा जब से तुम्हें देखा
Work
Year
Language

रेखा ओ रेखा जब से तुम्हें देखा
खाना-पीना-सोना दुश्वार हो गया
मैं आदमी था काम का बेकार हो गया
रेखा ओ रेखा …

तुमसे दिल क्‌या लगाया है तुमको क़ाबिल बनाया है
दिन-रात जलाती हो दीवाना बनाती हो
अरे मेरा भी एक दिन ज़रूर आएगा
रेखा ओ रेखा …

काफ़ी महंगा ये प्यार है शादी का इन्तज़ार है
मालिक पे भरोसा है मैने तो ये सोचा है
अरे मेहनत जो की है तो फल भी मिलेगा
रेखा ओ रेखा …

rekhā o rekhā jab se tumheṅ dekhā
khānā-pīnā-sonā duśhvār ho gayā
maiṅ ādmī thā kām kā bekār ho gayā
rekhā o rekhā …

tumse dil k‌yā lagāyā hai tumko qābil banāyā hai
din-rāt jalātī ho dīvānā banātī ho
are merā bhī ek din zarūr āegā
rekhā o rekhā …

kāfī mahaṅgā ye pyār hai śhādī kā intazār hai
mālik pe bharosā hai maine to ye sochā hai
are mehnat jo kī hai to phal bhī milegā
rekhā o rekhā …