Rasik balmaa, haay, dil k‌yon lagaayaa tose

रसिक बलमा, हाय, दिल क्‌यों लगाया तोसे
Year
Language

रसिक बलमा, हाय, दिल क्‌यों लगाया
तोसे दिल क्‌यों लगाया, जैसे रोग लगाया

जब याद आये तिहारी
सूरत वो प्यारी प्यारी
नेहा लगा के हारी
आऽ
नेहा लगा के हारी
तड़पूँ मैं ग़म की मारी
रसिक बलमा …

ढूँधे हैं पागल नैना
पाये न इक पल चैना
डसती है उज्दड़ी रैना
आऽ
डसती है उज्दड़ी रैना
कासे कहूँ मैं बैना
रसिक बलमा …

rasik balmā, hāy, dil k‌yoṅ lagāyā
tose dil k‌yoṅ lagāyā, jaise rog lagāyā

jab yād āye tihārī
sūrat vo pyārī pyārī
nehā lagā ke hārī
ā'
nehā lagā ke hārī
taṛpūṇ maiṅ ġham kī mārī
rasik balmā …

ḍhūṇdhe haiṅ pāgal nainā
pāye na ik pal chainā
ḍastī hai ujdaṛī rainā
ā'
ḍastī hai ujdaṛī rainā
kāse kahūṇ maiṅ bainā
rasik balmā …