Rang de too mohe geruaa

रंग दे तू मोहे गेरुआ
Work
Year
Language

धूप से निकल के छाँव से फिसल के
हम मिले जहाँपर लम्हा थम गया
आसमां पिघलके, शीशे में ढल के
जम गया तो तेरा चेहरा बन गया
दुनिया भुला के तुमसे मिला हूँ
निकली है दिल से ये दुआ, रंग दे तू मोहे गेरुआ
रांझे की दिल से है दुआ, रंग दे तू मोहे गेरुआ
निकली है दिल से ये दुआ, रंग दे तू मोहे गेरुआ
तुम से शुरू, तुम पे फना
है सूफियाना ये दास्तान
मैं कारवां, मंज़िल हो तुम
जाता जहाँ को हर रास्ता
तुमसे जुड़ा जो दिल जरा संभल के
दर्द का वो सारा कोहरा छन गया
वीरान था दिल का जहां
जिस दिन से तू दाखिल हुआ
एक जिस्म से एक जान का दर्जा मुझे हासिल हुआ
फिकें हैं सारे नाते जहां तेरे साथ रिश्ता गहरा बना गया

dhūp se nikal ke chhāṇv se phisal ke
ham mile jahāṇpar lamhā tham gayā
āsmāṅ pighalke, śhīśhe meṅ ḍhal ke
jam gayā to terā chehrā ban gayā
duniyā bhulā ke tumse milā hūṇ
niklī hai dil se ye duā, raṅg de tū mohe geruā
rāṅjhe kī dil se hai duā, raṅg de tū mohe geruā
niklī hai dil se ye duā, raṅg de tū mohe geruā
tum se śhurū, tum pe phanā
hai sūphiyānā ye dāstān
maiṅ kārvāṅ, maṅzil ho tum
jātā jahāṇ ko har rāstā
tumse juṛā jo dil jarā saṅbhal ke
dard kā vo sārā kohrā chhan gayā
vīrān thā dil kā jahāṅ
jis din se tū dākhil huā
ek jism se ek jān kā darjā mujhe hāsil huā
phikeṅ haiṅ sāre nāte jahāṅ tere sāth riśhtā gahrā banā gayā