रहते हो अब तो हर घड़ी मेरी नज़र के सामने
गी: रहते हो अब तो हर घड़ी मेरी नज़र के सामने
( मेरी नज़र के ) -2 सामने
मु: आँखों से दिल में आ गए दिल से नज़र के सामने
( दिल से नज़र के ) -2 सामने
दो: रहते हो अब तो …
मु: फूलों में हँस रहे हो क्या
गी: ख़ुश्बू में बस रहे हो क्या -2
मु: आँखें बिछा रहे हैं हम
गी: आओ नज़र के सामने
मु: आओ नज़र के
दो: आओ नज़र के सामने
रहते हो अब तो …
मु: आईने में चिराग़ में
गी: तारों में महताब में
मु: किस-किस तरह से आए हो
गी: मेरी नज़र के सामने
मु: मेरी नज़र के सामने
दो: मेरी नज़र के सामने
रहते हो अब तो …
गी: नज़रों में मेरी आईना
मु: आईने पे नज़र मेरी
गी: दोनों नज़र से दूर-दूर
दो: दोनों नज़र से दूर-दूर
दोनों नज़र के सामने -3
रहते हो अब तो …
gī: rahte ho ab to har ghaṛī merī nazar ke sāmne
( merī nazar ke ) -2 sāmne
mu: āṇkhoṅ se dil meṅ ā gae dil se nazar ke sāmne
( dil se nazar ke ) -2 sāmne
do: rahte ho ab to …
mu: phūloṅ meṅ hṇs rahe ho kyā
gī: khuśhbū meṅ bas rahe ho kyā -2
mu: āṇkheṅ bichhā rahe haiṅ ham
gī: āo nazar ke sāmne
mu: āo nazar ke
do: āo nazar ke sāmne
rahte ho ab to …
mu: āīne meṅ chirāġh meṅ
gī: tāroṅ meṅ mahtāb meṅ
mu: kis-kis tarah se āe ho
gī: merī nazar ke sāmne
mu: merī nazar ke sāmne
do: merī nazar ke sāmne
rahte ho ab to …
gī: nazroṅ meṅ merī āīnā
mu: āīne pe nazar merī
gī: donoṅ nazar se dūr-dūr
do: donoṅ nazar se dūr-dūr
donoṅ nazar ke sāmne -3
rahte ho ab to …