रहने दो गिले शिकवे ... कहने दो
र: ( रहने दो ) -3 गिले शिकवे छोड़ो भी तकरार की बातें -2
जब तक फ़ुरसत दे ये ज़माना क्यों ना करें हम प्यार की बातें
आ: ( कहने दो ) -3 मुझे कहने दो
एक तो देर से घर को आना उस पर झूठा प्यार जताना
देखो अब ना चलेगा -2
र: एक तो हम कुछ देर से आएँ उस पर भी आराम ना पाएँ
दिल ना जलेगा बोलो दिल ना जलेगा
आ: जाओ-जाओ बहलाते हो क्यों हमें बातों से
कहने दो …
र: रहने दो …
आ: चोरी आना चोरी जाना अपनों से ही राज़ छुपाना
बोलो दिल ना जलेगा बोलो
र: माना कि मतवाला हूँ मैं
फिर भी तेरा रखवाला हूँ मैं
ये तो चलेगा बोलो ये तो चलेगा
आ: तौबा-तौबा छा जाते हो ऐसी-वैसी बातों से
कहने दो …
र: रहने दो …
ra: ( rahne do ) -3 gile śhikve chhoṛo bhī takrār kī bāteṅ -2
jab tak furasat de ye zamānā kyoṅ nā kareṅ ham pyār kī bāteṅ
ā: ( kahne do ) -3 mujhe kahne do
ek to der se ghar ko ānā us par jhūṭhā pyār jatānā
dekho ab nā chalegā -2
ra: ek to ham kuchh der se āeṇ us par bhī ārām nā pāeṇ
dil nā jalegā bolo dil nā jalegā
ā: jāo-jāo bahlāte ho kyoṅ hameṅ bātoṅ se
kahne do …
ra: rahne do …
ā: chorī ānā chorī jānā apnoṅ se hī rāz chhupānā
bolo dil nā jalegā bolo
ra: mānā ki matvālā hūṇ maiṅ
phir bhī terā rakhvālā hūṇ maiṅ
ye to chalegā bolo ye to chalegā
ā: taubā-taubā chhā jāte ho aisī-vaisī bātoṅ se
kahne do …
ra: rahne do …