रहम कर आसमाँ, रहम कर आसमाँ
यह कैसा तूफ़ान उठा है मेरे घर में आज
टूट टूट कर बिखर रहा है मेरे प्यार का ताज
रहम कर आसमाँ, रहम कर आसमाँ
रहम कर आसमाँ, रहम कर आसमाँ
आज मिटने लगी प्यार की दसताँ
मेरी दुनिया के जलते दिये न बुझा
रोक ले, रोक भी ले यह ज़हरी हवा
यूँ न बरबाद कर, यूँ न बरबाद कर
दो दिलों का जहाँ
रहम कर आसमाँ …
आज की रात का जो सवेरा हुआ
दूर नज़रों से जो चाँद मेरा हुआ
बददुआ दूँगी मैं तू पिघल जायेगा
आह मेरी लगेगी तू जल जायेगा
साथ मेरे मिटेगा तेरा भी निशाँ
बेरहम आसमाँ, बेरहम आसमाँ
बेरहम आसमाँ
yah kaisā tūfān uṭhā hai mere ghar meṅ āj
ṭūṭ ṭūṭ kar bikhar rahā hai mere pyār kā tāj
raham kar āsmāṇ, raham kar āsmāṇ
raham kar āsmāṇ, raham kar āsmāṇ
āj miṭne lagī pyār kī dastāṇ
merī duniyā ke jalte diye na bujhā
rok le, rok bhī le yah zahrī havā
yūṇ na barbād kar, yūṇ na barbād kar
do diloṅ kā jahāṇ
raham kar āsmāṇ …
āj kī rāt kā jo saverā huā
dūr nazroṅ se jo chāṇd merā huā
badduā dūṇgī maiṅ tū pighal jāyegā
āh merī lagegī tū jal jāyegā
sāth mere miṭegā terā bhī niśhāṇ
beraham āsmāṇ, beraham āsmāṇ
beraham āsmāṇ