रह-रह के तेरा ध्यान रुलाता है क्या करूँ
रह-रह के तेरा ध्यान रुलाता है क्या करूँ
हर सू गर मुझको तू नज़र आता है क्या करूँ
रह-रह के तेरा ध्यान
तेरी समझ में भी नहीं आता है मेरा हाल -2
मेरी ज़बाँ पे भी नहीं आता है क्या करूँ -2
रह-रह के तेरा ध्यान
( ये मुझको क्या हुआ है मुझे ख़ुद ख़बर नहीं
मुझे ख़ुद ख़बर नहीं ) -2
हर वक़्त कोई याद ही आता है क्या करूँ -2
रह-रह के तेरा ध्यान
हैराँ हूँ जब भी आँख से आँसू टपकता है -2
दिल की लगी को और बढ़ाता है क्या करूँ -2
रह-रह के तेरा ध्यान्
rah-rah ke terā dhyān rulātā hai kyā karūṇ
har sū gar mujhko tū nazar ātā hai kyā karūṇ
rah-rah ke terā dhyān
terī samajh meṅ bhī nahīṅ ātā hai merā hāl -2
merī zabāṇ pe bhī nahīṅ ātā hai kyā karūṇ -2
rah-rah ke terā dhyān
( ye mujhko kyā huā hai mujhe khud khabar nahīṅ
mujhe khud khabar nahīṅ ) -2
har vaqt koī yād hī ātā hai kyā karūṇ -2
rah-rah ke terā dhyān
hairāṇ hūṇ jab bhī āṇkh se āṇsū ṭapaktā hai -2
dil kī lagī ko aur baṛhātā hai kyā karūṇ -2
rah-rah ke terā dhyān