रब ने बनाया तुझे मेरे लिए मुझे तेरे लिए
रब ने बनाया तुझे मेरे लिए मुझे तेरे लिए
इक बना के दो टुकड़े किये दिल तड़पाया तेरा मेरे लिए -2
रब ने बनाया तुझे …
आज की अपनी मुलाक़ात नहीं ये
तेरी मेरी सोची बात नहीं ये
हुक़्म-ए-इलाही है ये की करिए रब्बा की करिए
रब ने बनाया तुझे …
इश्क़ को दिल का ईमान बना कर
अपने ख़ुदा का फ़रमान बना कर
कसमें उठाईं हमने वादे किए
रब ने बनाया तुझे …
सितम सब हैं लोगों गंवारा हमें
जुदा मत करो फिर ख़ुदारा हमें
मुहब्बत ने हर बार पैदा किया
ज़माने ने हर बार मारा हमें
कभी शीरी फ़रहाद हमको कहा
कभी लैला मजनूं कहा
दुनिया ने हमको कितने नाम दिए हाय नाम दिए
रब ने बनाया तुझे …
rab ne banāyā tujhe mere lie mujhe tere lie
ik banā ke do ṭukaṛe kiye dil taṛpāyā terā mere lie -2
rab ne banāyā tujhe …
āj kī apnī mulāqāt nahīṅ ye
terī merī sochī bāt nahīṅ ye
huqm-e-ilāhī hai ye kī karie rabbā kī karie
rab ne banāyā tujhe …
iśhq ko dil kā īmān banā kar
apne khudā kā farmān banā kar
kasmeṅ uṭhāīṅ hamne vāde kie
rab ne banāyā tujhe …
sitam sab haiṅ logoṅ gaṅvārā hameṅ
judā mat karo phir khudārā hameṅ
muhabbat ne har bār paidā kiyā
zamāne ne har bār mārā hameṅ
kabhī śhīrī farhād hamko kahā
kabhī lailā majnūṅ kahā
duniyā ne hamko kitne nām die hāy nām die
rab ne banāyā tujhe …