Raaz-e-dil unse chhupaayaa naa gayaa

राज़-ए-दिल उनसे छुपाया ना गया
Year
Language

राज़-ए-दिल उनसे छुपाया ना गया -2
प्यार की आग कुछ ऐसी भड़की -2
एक शोला भी दबाया न गया -2
राज़-ए-दिल उनसे …

पहले-पहले तो मुझे वो समझ ही न सके
दिल को तड़पाते रहे मुझको तरसाते रहे
आँख से आँख कई बार मिली -2
दिल से दिल फिर भी मिलाया न गया
राज़-ए-दिल उनसे …

मुझको पहचान के वो दर्द-ए-दिल जान के वो
कुछ परेशान से हैं कुछ पशेमान से हैं
इतने शरमाए हुए हैं हमसे -2
सर झुकाया तो उठाया न गया
राज़-ए-दिल उनसे …

आँख मिलते ही झुकी बात होंठों पे रुकी
बेरुख़ी प्यार बनी जीत भी हार बनी
कर गई काम मोहब्बत की नज़र -2
उनसे दामन भी बचाया न गया
राज़-ए-दिल उनसे …

rāz-e-dil unse chhupāyā nā gayā -2
pyār kī āg kuchh aisī bhaṛkī -2
ek śholā bhī dabāyā na gayā -2
rāz-e-dil unse …

pahle-pahle to mujhe vo samajh hī na sake
dil ko taṛpāte rahe mujhko tarsāte rahe
āṇkh se āṇkh kaī bār milī -2
dil se dil phir bhī milāyā na gayā
rāz-e-dil unse …

mujhko pahchān ke vo dard-e-dil jān ke vo
kuchh pareśhān se haiṅ kuchh paśhemān se haiṅ
itne śharmāe hue haiṅ hamse -2
sar jhukāyā to uṭhāyā na gayā
rāz-e-dil unse …

āṇkh milte hī jhukī bāt hoṅṭhoṅ pe rukī
berukhī pyār banī jīt bhī hār banī
kar gaī kām mohabbat kī nazar -2
unse dāman bhī bachāyā na gayā
rāz-e-dil unse …