Raat suhaanee chandaa chamke saajan aa

रात सुहानी चंदा चमके साजन आ
Work
Year
Language

( रात सुहानी चंदा चमके साजन आ
बालम आ जा ओ साजन आ जा ) -2

तेरी दीवानी हो झूमीं नैनों की डोलियाँ
आवो तो खिल गईं आशा की कलियाँ
ले के बहारें दिल में समा जा साजन आ

बालम आ जा ओ साजन आ जा
रात सुहानी चंदा चमके साजन आ
बालम आ जा ओ साजन आ जा

मीठी-मीठी याद है तेरी ठण्डी-ठण्डी आये तो
ठण्डी-ठण्डी रात मेरा जिया तड़पाये तो
दिल का दर्द मिटाने आ जा साजन आ

बालम आ जा ओ साजन आ जा
रात सुहानी चंदा चमके साजन आ
बालम आ जा ओ साजन आ जा

थक गईं अंखियाँ तक-तक राहें
तरस रही हैं मेरी निगाहें
रात लगी है जाने आ जा साजन आ

बालम आ जा ओ साजन आ जा
रात सुहानी चंदा चमके साजन आ
बालम आ जा ओ साजन आ जा

( rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā
bālam ā jā o sājan ā jā ) -2

terī dīvānī ho jhūmīṅ nainoṅ kī ḍoliyāṇ
āvo to khil gaīṅ āśhā kī kaliyāṇ
le ke bahāreṅ dil meṅ samā jā sājan ā

bālam ā jā o sājan ā jā
rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā
bālam ā jā o sājan ā jā

mīṭhī-mīṭhī yād hai terī ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī āye to
ṭhaṇḍī-ṭhaṇḍī rāt merā jiyā taṛpāye to
dil kā dard miṭāne ā jā sājan ā

bālam ā jā o sājan ā jā
rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā
bālam ā jā o sājan ā jā

thak gaīṅ aṅkhiyāṇ tak-tak rāheṅ
taras rahī haiṅ merī nigāheṅ
rāt lagī hai jāne ā jā sājan ā

bālam ā jā o sājan ā jā
rāt suhānī chaṅdā chamke sājan ā
bālam ā jā o sājan ā jā