Raat rangeelee gaae re mose rahaa na jaae re

रात रंगीली गाए रे मोसे रहा न जाए रे
Work
Year
Language

रात रंगीली गाए रे मोसे रहा न जाए रे
मैं का करूँ कासे कहूँ मोरे साजना

मेरे दिल को आए चैन हो आ पिया आ जाना
मैं का करूँ कासे कहूँ मेरे राजा
रात रंगीली गाए रे …

मेरा दिल क्‌यों धड़के बार बार मोहे क्‌या पता
मेरे दिल की जाने कौन बात तू ही बता
मैं का करूँ कासे कहूँ म्रे सजना
रात रंगीली गाए रे …

rāt raṅgīlī gāe re mose rahā na jāe re
maiṅ kā karūṇ kāse kahūṇ more sājnā

mere dil ko āe chain ho ā piyā ā jānā
maiṅ kā karūṇ kāse kahūṇ mere rājā
rāt raṅgīlī gāe re …

merā dil k‌yoṅ dhaṛke bār bār mohe k‌yā patā
mere dil kī jāne kaun bāt tū hī batā
maiṅ kā karūṇ kāse kahūṇ mre sajnā
rāt raṅgīlī gāe re …