Raat ne kyaa kyaa khvaab dikhaae

रात ने क्या क्या ख्वाब दिखाए
Year
Language

रात ने क्या क्या ख्वाब दिखाये
रंग भरे सौ जाल बिछाये
आँखे खुली तो सपने टूटे
रह गये गम के काले साये

हम ने तो चाहा भूल ही जाये
वो अफ़साना क्यो दोहराये
दिल रह रह के याद दिलाये

दिल में दिल का दर्द छुपाये
चलो जहाँ किस्मत ले जाये
दुनिया पराई, लोग पराये

rāt ne kyā kyā khvāb dikhāye
raṅg bhare sau jāl bichhāye
āṇkhe khulī to sapne ṭūṭe
rah gaye gam ke kāle sāye

ham ne to chāhā bhūl hī jāye
vo afsānā kyo dohrāye
dil rah rah ke yād dilāye

dil meṅ dil kā dard chhupāye
chalo jahāṇ kismat le jāye
duniyā parāī, log parāye